Hatha me hath milake,
anguthi churake chali gayi,
abhi gale milne ko aari,
kya karati ki kya ki……
***************************
pahalich mulakat me ,
pahalich mulakat me ,
five star me chuna lagai,
abhi date pe leke jao bolari,
kya karati ki kya ki………
pahalich mulakat me ,
five star me chuna lagai,
abhi date pe leke jao bolari,
kya karati ki kya ki………
***************************
sagai sagai bolake,
sagai saagi bolake,
puri shopping karali,
abhi shadi shadi bolari
kya karati ki kya ki…….
sagai saagi bolake,
puri shopping karali,
abhi shadi shadi bolari
kya karati ki kya ki…….
**************************